Makan Khali Karwane Ka Wazifa

Makan Khali Karwane Ka Wazifa ,” kisi aap ne jafgah di or wo khali nahi kar raha he to is amal ko kare aadhi raat ko uth kar musalle par baithe ho sake to namaza tahajjud ada karle or baih kar ji se jagah khali karwani he us ka tasawwur kar ke 19 baar surah lahab parhe.

baad me sajde me jaa kar dua kare ye amal jagah khali hone tak jari rakhe allah ne chaha to zarur kamyabi milegi

 Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti   Wazaif or Amaliyat parhne  me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe

3)Wuzu k saath parhe to behtar he.

4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.

6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he

 

Leave a comment