Har Bimari Se Nijat Ka Amal ,” Agar Koi Shakhs Kafi Arse Kisi Bhi Bimari Se Bimar Ho To Us Shakhs Ya Uske Kisi Rishtedar Ko Chahiye Ke Wo Is Wazifa Ko 5044 Baar Rozana 21 Din Tak Padhe Aur Paani Dam Karke Us Bimar Shakhs Ko Pilla De.Inshaallah Shifa Ka Allah Koi Na Koi Jariya Bana Dega.Inshaallah Us Shakhs Ko Har Bimari Se Nijat Mil Jayegi
Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti Wazaif or Amaliyat parhne me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe
3)Wuzu k saath parhe to behtar he.
4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.
6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he
Har Bimari Ki Shifa Ka Wazifa,Wazifa Bimari Khatam Karne Ke Liye,Har Bimari Ke Ilaj Ke Liye Dua,Har Qism Ki Bimari Se Bachne Ki Dua,Laailaaj Marz Ke Liye Dua,Jismani Beemario Se Nijat Ke Liye Dua,Har Bimari Ka Ilaj Quran Se,Har Bimari Se Bachne Ka Wazifa,Bimari Door Karne Ki Dua,Sehat Mand Hone Ka Wazifa,Sehat Ke Liye Wazifa,Sehat Mand Hone Ka Amal,Bimari Ki Dua In Urdu,Jinsi Bimari Ka Ilaj In Urdu,Mardana Kamzori Ka Rohani Ilaj,Mardana Kamzori Ka Wazifa
![Har Bimari Se Nijat Ka Amal](https://naqshesulemani.files.wordpress.com/2016/12/download1.jpg?w=863)